Pregledi: 1469 · Update: 2025-03-04 14:18:00

Bollywood Soundtracks - Suno Na Suno Na

Prijavi grešku

Bollywood Soundtracks - Suno Na Suno Na - 2005


Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana 
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan

Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan

Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Tum Jo Gumsum Ho To Main Hairan Hoon
Yeh Raaz Kaise Tum Ko Batao
Tum Jo Gumsum Ho To Main Hairan Hoon
Yeh Raaz Kaise Tum Ko Batao
Tum Par Marta Hoon Main Sach Kehta Hoon
Maangke Dekhlo Mujhse Jaan

Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Main Bhi Hoon Tanha Tum Bhi Tanha Ho
Gar Saath Hum Ho To Socho Kya Ho
Main Bhi Hoon Tanha Tum Bhi Tanha Ho
Gar Saath Hum Ho To Socho Kya Ho
Jo Manzil Manzil Jo Deewane The
Le Chale Pyaar Ka Caravan
Suno Na Suno Na Sunlo Na

Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na
Tum Ne Na Jana
Ke Main Deewana
Lekar Aaya Hoon Dil Ka Nazrana
Mere Dil Ki Hai Jo Daastan

Suno Na Suno Na Sunlo Na
Humsafar Mujhi Ko Chunlo Na
Suno Na Suno Na Sunlo Na